·
Shri Bhairav tara jug tarini
·
Chchinn bhaal bhav dukh nivarini
Shri Bhairavi aur Tara devi bun aap jug ko taarti hain aur
chchinnmasta devi bun dukhon ka nivaaran karti
hain.
You take us across in the form of Shri Bhairavi and Tara
devi. You avert our sufferings in the form of
Chchinnmasta devi.
- · Kehari vaahan soh bhavani
- · Laangur veer chalet agvaani
Vaahan ke roop mein singh per shobhayamaan hey bhavani laangur jaise veer apke aagey chalet hain.
Hey bavani , you have
the lion as your transport and the brave Hanuman leads the way wherever you go.
- · Karr mein khappar kharag virajai
- · Jako dekh kaal darr bhaajai
Aapke hathon mein jab khappar va kharag hota hai usey dekh kaal bhi darr ke
bhaag jata hai.
You have the skull and the sword in your hands which scares
even the king of the dead/death.
- · So hai astra aur trishula
- · Jatey uthath shatru hiya shoola
Hathon mein mahashaktishali astra-shastra aur trishul uthaey
huey aapke roop ko dekh shatru ke hriday
mein peerah honay lagti hai.
With you carrying weapons and trishul, even the enemy is
intimidated.
- · Nagarkot mein tum hi virajat
- · Teehoon lok mein danka baajat
Nagarkot (Kangra) mein bhi aap hi virajmaan
hain. Teehoon lok mein aap ke naam ka hi danka bajta hai.
You are in Kangra as well as everywhere else.
In all three worlds you are supreme.
No comments:
Post a Comment