Wednesday, August 31, 2011

Shri Ganesh Vandana

Jai Mata Di

Varna namarth sanghanaam rasanaam chandsamapi
Mangalanaam ch kartarao vande vanivinayakao
Gajananam bhootganadisevitum kapithjambu fal charu bhakshanam
Umasutam shokvinashkarakum namami vindheshvar paadpankajum

Jai jai Ganesh jai jai Ganapati
Jai Shiva Shankar jai Parvati

Riddhi Siddhi ke vardaata
Mujhe bal buddhi pradan karo

Bhari sabha mein lajjya rakho
Gauri sut kalyan karo

Mann ka mangal karne vale
Shudh karo meri bhi mati, jai jai Ganesh………….

Sumiran karke charan kamal ka
Chaman ne kalam udhayi hai

Aap ki daya drishti se hi
Aaj samajh ye ayi hai

Aap ne hi hai maan barhaya
Aap hi ab dena shubh mati, jai jai Ganesh…………

No comments:

Post a Comment